Monday 4 March 2013

Urdu SMS, Urdu Messages

Dil se dil ki doori nahi hoti,

Kash koi majburi nahi hoti

apse abi milne ki tamanna hai

Lekin kehte hain na k har tamanna puri nahi hoti



Kabhi kabhi aisa bhi hota hay, Dosti ka asar ara dair say hota hay,

Aap ko lagta hai hum kuch nahin sochte ap k bare main. Per hamari her baat main aap ka hi iker hota hai..



Khamosh muhabbat ka ehsaas hai wo, mere khwahish mere jajbat hai wo, aksar ye khyal kyu aata hai dil mai, meri pahli khoj or aakhiri talash hai wo.


Urdu SMS, Urdu Messages

No comments:

Post a Comment