Monday 4 March 2013

Best Urdu sms Messages

Ap jesa dost har ek ka khuwab hota ha

jinka ek alag anda hota ha

yun to aasman mey taron ka koi hisab nhi

pr ap jasa dost taron ma bhi aftab hota ha.



Hum dosti ka far yohi nibhate rahen ge,

waqt be waqt aap ko satate rahen ge,

DUA karo umar yo lambi ho hamari,

warna yaad ban kar aap ko indagi bhar rulate rahen ge.



Kehte hein her baat kisi ko kahi nahi jati,

Apno ko bhi batayi nahi jati,

Par dost to dil ka Aaina hota hai,

Aur Aainay se soorat chupaayi nahi jati…


Best Urdu sms Messages

No comments:

Post a Comment